Night Hawks Studio Presents "Neend Aati Nahi (Cover)" ~ By Arbaz Khan
Starring: Lareb Shakeel, Arbaz khan, Mutawl Khan
Directed By: Hamza Yazdani
Song: Neend Aati Nahi
Singer: Arbaz Khan
Music : Taha Hassan At Night Hawks Studio
____
Lyrics:
Neend aati nahin saari saari raat
Koi tujh sey kahay mere dil ki baat
Aik tu jo nahin aaj mere saath
Mujh ko veraan lagay saari qaynaat
Tere or mere rastey hon kabhi na juda, na juda
Kya jaane koi zinda hai kaise meri jaan
Yeh zindagi to ho rahi hai veraan
Tere bin hai jaan aisay badan mein
Jese tanha ho panchhi chaman mein
Neend aati nahin saari saari raat
Koi tujh sey kahay mere dil ki baat
Aik tu jo nahin aaj mere saath
Mujh ko veraan lagay saari qaynaat
Mein to yehi chahoon
Dooriyan na rahey dooriyan, dooriyan
Woh ansoon bhari aankhon mey ghomay din raat
Tu baarishon meh bheegta tha mere saath
Aanganon main jo saaye jawaan thay
Dhoop me woh bicharte kahaan thay
Neend aati nahin saari saari raat.....
____
Enjoy & stay connected with us!
π Subscribe to Night Hawks Studio:
https://www.youtube.com/channel/UC2AURYg2mOMojk-ZaK9lPmw
π Like us on Facebook: https://www.facebook.com/N.H.Studio017
π Follow us on Instagram:
https://www.instagram.com/night_hawks_studio/

Comments
Post a Comment